Blogs Details

7 tips for getting best job

  • Jan 5, 2023

Pahale to aap ye jan ligiye ki   job byakti  ki ability  par depend  karta hai. But kai bar aisa bhi dekhane ko milta hai ki ability hone ke bad bhi  job nhi  milti, apni side se complete effort karne ke bad hatho me ashafalata hi lagati hai. Aisa situation aane par apane aap par trust rakhna chahiye and apne try ki samijha karke yah dekhe ki aap ne kahi galat disha  me to  try nhi na kar di. Aise bahot se student hai , jinhone abhi abhi  intermediate and post graduation kiya hai. Ya bahot dino se job nhi mil rhi, ve akshar puchha  karte  hai – mujhe jald se jald better job kaise mil sakti hai? Ye youngster jab kabhi bhi job dene vali website pe jate hai to ye sabhi log confuse ho jate hai. Ve nhi samajh pate hai ki start kaha se kare . but edubird  ke es Article me kuch tips write kiye gaye hai jo job pane ki prakriya me aap ko help krega.

Agar aap job dhundh rhe hai to click here.

7 tips for getting best job in you city

1. Aap apni ek atrractive cv banavye -   aap ko job pane ke sabse pahale ek  achche se apna cv (Curriculum Vitae – CV)  banana (banavana) hoga. Yadi aap ko kisi khas pad ka job chahiye to ek better ressum  bhi banva kar rakh sakte hai. Kyu cv aap ki educational ability ka  all details Presented karata hai. And yah big or small bhi ho sakta hai. Eske bad  resume aapki skills and abilities ko darshta hai aur uspe aap ki  ek photo bhi lagi rahti hai. Eski lambai aur maximum 1 pase ya adhik se adhik  2 pase ka  ho  sakta hai

2. Aap apni intrest ke bare me bhi jane -   yadi aap job ke liye apply kane ki soch rahe hai to aap apani ruchi ke bere me thinking kar le ki aap ka man kish chhetra me jana chahata hai. Yadi aap fresher hai to aap kisi college ke requirements me aap ja sakte ja sakte hai. Aap aisa group  join kare jaha se aap ko time time pe jankari milti rhe. Aur aap job apply kar karne me time west na kare.

 

3. Aap rejected hone par n ghabraye -  aap ko job pane ke liye continue try karte rahana chahiye. But yah simpale work nhi hota hai. Ho sakta hai ki aap ko kai bar reject ka bhi samana karna pade. But aapko  eske bad bhi aap ko try karte rahana hoga. Job pane ke leye aap ke ander junoon hona chahiye and kam work ke prati lagan.

 

4. Aap  time manegment ka rakhe khyal  -  job se related any information aane pe aap ko repply dene me late nahi  karani chahiye. Aur aap ko aapni skill ko badate rahana chahiye. Aapko social media marketing ki side  dally jakar job ki requirement ki janakari leni chahiye and aap ko social media marketing ke logo se join rahana chahiye. Kyu ki koi bhi information aap se chute na.

 

5.Aap company profile check kare – job side ke throw aap ko many job option milte rahate hai.  But aap ko kisi company me job ko apply karne se pahale company ka profile chek kar le. Aap Industries  ki basic knowledge and vah pe jo log hai unse connection banane ka try karna chahiye ek bat aur fast job me experience ki bat nhi karte hai log.  Us jagah pe basic  ke bare me hi pochate hai log. Es liye aap basic pe bhi dhyan dena hoga. 

 

6. as frsher opportunity na thukraye – hamare thinking  se yah hai ki jo log fresher hai unke liye job pana thoda tough hai. But jo log fresher hai unko experience ke liye start to karna hi hoga. Es liye unko part time koi job mil rahi hai to unko kar lena chahiye. Ha yah bhi sahi bat hai ki unke man motabik job nhi milta. But ho sakta hai ki aane vale time me unke man motabik job bhi mil jaye. and unki knowledge me bhi improvement ho aur jaise jaise improvement hoga vaise vaise aap ki salary bhi badhegi.

 

7. Apni knowledge improve kre :

Agar job pane me kathinayi ho rhi to apni knowledge ko improve krna hoga. Aapko achha sa teacher jo aapka behtrain mentor ban sake dhudhna hog aur use trining ke liye ready krna hoga. Trainer apki field ya job se judi field ka ho jisme aapka intrest hai.

Behtrin trainers jo aapko job pane me help kr sakte hai search kre.