Blogs Details

Private job kaise search kare job kaise paye

  • Jan 16, 2023

Private job Kaise search Kare job Kaise Paye
Kya aap bhi janana chahate hai ki private job kaise search kare? Job kaise paye.  Yadi aap private job ki search me  hai to aap ko es post ko avasy padhana chahiye. Aaj ke time me bahot muskil hai job ke bagair gujara karna.Yadi aap job nhi kar rhe hai, to aap apani jarurat and sapane pura nhi kar pa rhe honge.Esiliye ham sabhi logo ko job ki jarurat hoti hai,Kyu ki ham sochate hai ki apna kharch svyam hi uthalenge , but utana bhi saral nhi hota jitan ham soch lete hai.Lekin hamare es lekh madhyam se aap ko job search karne me bahot hi aashani hogi

1. Aap laptop use kare ya computer use kare Aapko job ki website pe jana hai.yadi aap mobile use karte to aap ko play store se job.com ko mobile application download kare and apply kare.

2. Job application install karane ke  bad open kare and  register batan pe click kare 

3. Hamari web site pe par day 70% log aate hai. 

4. Ab aap ko job platform ko use karne ke liye aap ko account banan hoga, account banane ke liye aap name mobile namber email id password dena hoga, aap chahe to apana facebook ya gmail account ko use kar skte hai.

5. Eske bad aap ko batana hoga ki aap as a freelancer  ya aap pahale kahi work kiye hai. simple aap ke pass experience hai.  

6. Ab aap ko apane education and skill ke bare me puchha  jayega ki aap kaha tak padhe hai, aap apane skill ke bare me bhi bataye .

7. Ab aap se work ki prathmikta ko complete karna hoga. Aap kish place pe job karna prasand karenge. Aap kitana manthali salary pe  work karenge. Ye sab  bhi Aap ko write karna  hoga. 

8. Eske bad aap apana resume upload kare, resume ka format keval doc, docx,pdf,rtf, me ho. Adhik se adhik resume ka size 2mb ka ho aap ko yah bhi mind me rakhana hai. 

9. Ye sabhi step complete karne ke bad aap emaile  pe ek massage aayega. Message me ek link hoga us link pe click kare aap ka account verify kare. Ye stape pura karne ke bad aap ka account complete ho jayega. 

10. Aap yad rakhe ki aap ka detail sahi hona chahiye and aap ki profile professional lagani chahiye. Toabhi  koi company aap ko  job degi. 

11. Account banane ke bad aap ko job application ke menu pe jana hai, search job name pe click karna hai. 

12. Esme aap ko jis work se jude job chahate hai and jis place pe chahate hai , use likhe. Ye sab karne ke bad search job option pe click kare. 

13. Aap jis job ke liye and jis place pe search kiya hai. us jagah pe jitani bhi job hai sabhi job aap ko dikhaye jayenge.

14. Aap jo bhi company like karte hai uspe click kar ke apply kar de 

15. Ab aap us company ke liye apply kar sakte hai jis company ko aap chahate hai. aap se kucch question asked kiye jayenge and aap apply kar sakte hai.