JavaScript Ek popular scripting language hai jo mostly web browsers par run Hoti hai. Iski madad se web pages ko interactive banaya ja sakta hai. JavaScript web pages ke HTML and CSS ko control karne mein madad karti hai. Use web pages Me animations, forms game Our interactive maps Banai JA Sakti hai. JavaScript Bahut hi fast hai Kyuki yeh client-side language hai, Jiska Istemal browser-side scripts Banane Ke Liye Kiya Jata hai. Isse server par request send karne ki jarurat nahi hoti hai, jisse page loading time bahut hi fast hota hai. JavaScript Bahut hi important language hai Kyuki yeh Ek Bahut hi powerful tool hai web development Me.
Javascript Ek Bahut hi popular programming language hai Jiska Madad Se web pages ko interactive Banaya Ja Sakta hai. Yahaan main Aapko top 10 Javascript development tools Ke bare main bata Raha hoon jo ki 2023 main Bahut hi helpful Honge Javascript developers Ke Liye:
1. Visual Studio Code: Yeh Ek popular code editor hai jo ki Bahut hi fast Our lightweight hai. Ismein bahut sare features hai, jaise ki debugging, code refactoring aur version control.
2. Webpack: Yeh Ek module bundler hai jo ki Javascript files ko bundle Karne Me Madad Karta hai. Use code optimizes our manage Karne Mein Madad Milti hai.
3. Babel: Yeh ek transpiler hai jo ki new Javascript features ko older browsers par run Karne Me Madad Karta hai.
4. React: Yeh Ek JavaScript library hai Jiski Madad Se user interfaces Banai Ja Sakti hai. Isse components banakar web applications banaye ja sakte hain.
5. Angular: Yeh Ek JavaScript framework hai Jiski Madad Se web applications Banaye Ja Sakte Hain. Ismein MVC (Model View Controller) architecture hai jo ki web development Mein Bahut hi helpful hai.
6. Vue.js: Yeh Ek progressive JavaScript framework hai Jiski Madad Se web applications Banaye Ja Sakte Hain. Ismein lightweight Our easy-to-learn hai.
7. Node.js: Yeh Ek JavaScript runtime hai Jiski Madad Se server-side scripts Banaye Ja Sakte hai. Isse real-time web applications banaye ja sakte hain.
8. Jest: Yeh Ek JavaScript testing framework hai Jiski Madad Se unit tests Our snapshot tests Karke web applications ko test Kiya Ja Sakta hai.
9. Mocha: Yeh Ek JavaScript testing framework hai Jiski Madad Se unit tests, integration tests Our functional tests Karke web applications ko test Kiya ja Sakta hai.
10. TypeScript: Yeh Ek JavaScript superset hai Jiski Madad Se static typing Our object-oriented programming ki concepts use ki Ja Sakti hai. Use code scalable Our maintainable ban Jata hai.
JavaScript developer ki salary, developer Ke experience, location or company size Ke according to vary Karti hai. JavaScript developers ki salary, software development industry me Bahut hi high Hoti hai Kyunki yeh Ek Bahut hi in-demand skill hai. According to Indeed, the average salary for a junior javaScript developer starting salary Lagbhag 3-4 Lakhs Tak Hoti hai senior developer salary is 15-20 lakh yearly ya is she Bhi Adhik ho Sakta hai |
JavaScript developer ka Kam hai web applications Our websites Ke Liye code Likhna. JavaScript developer web applications Ke front-end Our back-end Dono Ke Liye code Likhte Hain. JavaScript developer HTML, CSS, or JavaScript Ke Saath work Karte Hain. JavaScript developer web applications Ke performance, security, or scalability ko improve Karte Hain. JavaScript developer web applications Ke bugs Our errors ko fix Karte Hain.
JavaScript developer Ke Liye job opportunities hai IT companies, software development firms, e-commerce companies, startups, Our government organizations Me JavaScript developer Ke Liye job opportunities hai entry-level our senior-level Dono Ke Liye. JavaScript developer Ke Liye job opportunities hai in fields Me:
2. Web design
3. E-commerce
4. Mobile app development
5. Game development
6. Virtual reality (VR) and augmented reality (AR) development
7. Internet of things (IoT) development
8. Cloud computing
9. Big data analytics
10. Artificial intelligence (AI) and machine learning (ML)
JavaScript developer Ke Liye kai job portals Me job opportunities milti hai. Aap in job portals se job openings ke baare mein jaan sakte hain:
1. LinkedIn
2. Indeed
3. Glassdoor
4. Naukri
5. Monster
JavaScript developer Ke Liye kai salary packages Milti hai. Aap in job portals se salary packages ke bare mein jaan sakte hain. AAP Apne skills, experience, Our location Ke according to salary packages ke bare me Jan Sakte Hain. AAP Apne skills Our experience ko improve Kar Ke salary packages ko improve Kar Sakte Hain.