Blogs Details

php developer job & salary near Varanasi , jaunpur

  • Jan 5, 2023

PHP developer job in Varanasi

PHP Developers Varanasi ke area mein bhi kaam kar sakte hain. Varanasi mein bhi bahut saare companies hain jinmein PHP Developers ki zaroorat hoti hai. Yeh companies web design aur development firms, IT companies, e-commerce companies, Jaise ho sakte hain. In companies mein PHP Developers ko websites aur web applications Banane main madad karni hoti hai.

Best teachers for PHP development Course in varanasi , jaunpur area 

Php development se jude courses dekhe

PHP development company in Varanasi

Varanasi me bahut saare companies hain jaha par aap PHP developer ke liye apply kar sakte hain. Kuch Best IT companies varanasi ke names aapke liye niche diye gaye hain. aap in companies me Php developer ki Job paa sakte hai.

  1. Edubird
  2. Techroginator
  3. Digiwebi Technologies
  4. Wesco technologies private limited
  5. Marketmania. in
  6. Digi teachings
  7. Hindsol Software PVT. LTD.
  8. Ashrisha IT Solutions

 

Are you looking for PHP developer jobs? click here

PHP developer salary in Varanasi  

aaiye bat krte hai PHP developer ki salary ke bare me

PHP Developers ki salary vary kar sakti hai, iske kai factors par depend karta hai jaise ki

location, company, experience, and skills. Varanasi ke area mein, PHP Developers ki starting

salary 15,000-25,000 INR per month tak ho Sakti hai, lekin aapke experience aur skills ke

according to aapki salary increase ho Sakti hai.

  1. Code likhna: PHP Developers ko PHP code likhna hota hai jisse websites aur web applications banaye ja sakte hain.
  2. Debug karna: PHP Developers ko code mein agar koi error aaye to usko find karna aur fix karna hota hai.
  3. Databases ka pata hona chahiye: PHP Developers ko databases ka pata hona chahiye, kyunki PHP databases se connect karne ke liye istemal hoti hai.
  4. Front-end technologies ka pata hona chahiye: PHP Developers ko front-end technologies Jaise ki HTML, CSS, or JavaScript ka bhi pata hone chahiye, kyunki in technologies ka istemal PHP ke sath hi hota hai.
  5. Project management: PHP Developers ko project management skills hona chahiye, kyunki unke kaam hota hai projects ko complete Karna our deadlines ko meet Karna.

 

PHP development course in Varanasi click here 

Inhi Kuch responsibilities hain PHP Developers ke. AAP apne job responsibilities aur duties critical skills experience according to aapki salary 30,000 se 40,000 INR take ho Sakta hai

PHP development se judi jankariyo ke liye register kre or contact us.