Ek accha teacher banne ke liye organized hona jarure hai pratyek class ke din se pahle acchi tarh se paath plans the objectives Activities aur Assessmont plans banae ek Affirmative shayak phir bhi challenging calass ke climate ko bdhava dekar apne student ko sikhane me ruche le aur apani help ke liey teacher ki bhi tlash kare aur usme perna dene ka aisa emotion ho ki ekdm udasin student bhi padhne likhne ko perit ho jaai
Ek achchha teachar vah hota hai jise apanee subjrct ka gyaana hota hai.
Hum teacher hai to hamari aur bhi jimmedaree bhi bdh jate hai student ka padhana matra pesha nhi ek pvitra kam bhi hai jisme hm student ko pdhane ke sath sath uan sbhi jgh me hamstudent ke parayapt karna chahete hai jo unke acche jivan ke lie labh pdan hota hai
jahaan tak me samajhati hoon ek achchhe teacher ki saman drshti hona chaahie students ke liye ,teacher ko student ke mind ko samajhane kee taakat hona chaahiye
sabhee vishayon ke baare mein jaanane ke baad bhee ek achchha teacher banana sabhee ke lie sambhav nahin hai. ek achchha teacher ka kaaam student ko padhaana aur use pareeksha mein pash karaana hi nahin hota hai, balki student ko sahi maarg par le jaana bhee hota hai.
is tarah ek achchha teacher banane ke lie sabhee vishayon mein nipun hona hee jaroori nahin hai, balki bachche ko bachche ke hi bhaasha mein samajhaana bhee hota hai. kyonki adhikaansh bachche apane maata-pita ke baat ki or jyaada dhyaan hee nahin dete hai. teacher ek aisa person hai jinake baat par bachche attention dete hai ab hum aapako bataane ja rahe hai ek achchha teechar kaise bane usake baare mein 5topik nimm likhit hai
5 best points for be a good teacher in 20222023.
Ab hum apko btane jaa rhe hai upar diye gye 5 points ke bare mei thorda vistar se .
1. Vyavhar - behaviour – ek teacher ka behaviour accha hona chahiye. Usko aapne anger pr control karne ana chahiye. Agar kisi teacher ki health acchi nhi ho to vah chidchida rhega or usko gussa ayega jise uske student pr galt impression padega .aur ek acche teacher ko apne sbhi student se ek jaisa behaviour hona chahiye.
2. Selfrespect-aatm smman. ek teacher me selfrespect nhi hai to use dekhkr student kya sikhege ? ek accha aur pbhav shali teacher vah hai jo student ya kisi ke samne kisi galat bat ke lie jhukta nhi ho kisi pkar ka anyay bato ko shn krta nhi hai. Aur kisi bhi galat bat se samajhauta nhi krta hai jo teacher apne kartavyo aur adhikaro ke pti schet rhna chahiye.
3. be professional – peshewar. - professional teacher apni personal aur professional life ko alag-alag rkhta hai. Vah apane time ki kimat janta hai. ydi AAP Ek professional teacher banana chahte hai to aap ko anek guno ko sikhna pnega our unme first aana Hoga aurdusre vyakit key sath apneactivities ko customized behaviour me lana hoga.
4. advisor-slahkar- ek acche teacher ka kam bas kitabi gyan dena nhi hona chahiye. use student ko smy smy par acchi advisor Bhi deni chahiye use apne jivn ka anubhv ke sath behtr talmel baitha paega. Ek accha teacher vh hota hai jo apne student ko jivn me acche-bure ki phchan krne me apne slah deta hai.
5. Don't get angry- gussa na Karen-ek acche teacher ka shant svbhav hona chahiye. uske andr tolerate krne ki ability honi chahiye .aur uske behaviour me ek dayavan teacher ki jhlk honi chahiye jaise ek teacher jb apne student ke samne ladai –jhagada aur uski buraiya dekhte hai to unka yh vyhar student par galt influence padta hai.
Best teacher banne ke liye neeche diye gye course bhi aap try kr sakte hai.
Best Teacher Training Courses in India to Boost Your Profile
Best institute for teacher training in Varanasi.